Easiest Way to Make Tasty Baingan Aaloo

Delicious, fresh and Yummy.

Baingan Aaloo.

Baingan Aaloo You can cook Baingan Aaloo using 11 ingredients and 13 steps. Here is how you cook it.

Ingredients of Baingan Aaloo

  1. It's 2 of large size baingan.
  2. Prepare 1 of onion.
  3. Prepare 2-3 of tomato.
  4. It's 6-7 of lehsan jau.
  5. Prepare 3 of medium aaloo.
  6. Prepare 1 tbsp of haldi powder.
  7. Prepare 1.5 tbsp of kuti hoi mirch.
  8. Prepare 1/2 tsp of meethi danay.
  9. It's 1 tsp of Salt.
  10. It's half of cup water.
  11. It's 4 tbsp of oil.

Baingan Aaloo instructions

  1. Piyaz tamatar ko chotay size me kat lein. potato aur baingan ko kat kar namak ke pani me 15-20 min bhigo dein.
  2. Lehsan jau ko bareek kat lein.
  3. Karhai me oil garamkar ke meethi dana add karen aur light brown kar lein..
  4. Phir isme chopped lehsan add kar ke light brown kar lein..
  5. Tomato aur onion ko grind kar lein..
  6. Phir oil me shamil kar ke thora bhunain.
  7. Phir usme haldi aur kuti hoi mirch shamil kar ke masala bhunain..
  8. Salt add karden..
  9. Phir potato and baingan add kar dein.
  10. Half cup water b add karden aur sabziyon ko halki anch par galne ke liye chorh dein..
  11. Karhai ko dhakkan se 20 min ke liye cover karden..
  12. Mazedar baingan aaloo ready hai.dish out karlen..
  13. Chapati, naan ya white rice ke sath serve karen..